4 January 1983... CIA ki ek khufiya report public hui. Unka daawa tha: agar Indira Gandhi ko kuchh hua, toh Congress party mein bhagdar mach jaayegi. Koi mazboot leader nahi, Rajiv Gandhi bhi tayyar nahi. CIA Bharat ki har kamzori par nazar rakhe hui thi – military kharch, hathiyaaron ki kharid, parmaanu taqat... aur sabse bada sawaal – Indira Gandhi ki sarkar kaise girai jaaye?
Plays
65K+